रविवार, 8 जून 2025

main roya teri yaadoun main jab lyrics




main roya teri yaadoun main jab
tu na aayi ratan main jab 
tu na aayi ratan main ...2


aag lagi seene main mere
yaad teri na jaati hai
haa..yaad teri na jaati hai....2


bula pass le jaan mujhe tu
dhadkan ruk meri jaati ha
chen mile tere bin ab
yaad teri jab aati hai...2


main roya teri yaadoun main jab
tu na aayi ratan main jab 
tu na aayi ratan main ...2


ek baat baaki ye meri 
mujhko itna batla de
kya ji sakti mere bin tu
 sachi sachi samjha de...2


main roya teri yaadoun main jab
tu na aayi ratan main jab 
tu na aayi ratan main ...2


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Set Up

 How To Creat Set Up